Friday, November 15, 2013

Yet another in HIndi on Sachin by me



End of an era kya karaen
Invaluable heera kya kahaen
Tendlya ab sae nahi khaelengae
India ek dham nishabdt kya bhaolaengae
Run barsae maarkae
Sachin dwara run bursae..

Sukhi rahae hum bees salaon sae zyada
Sachin ka diya hua ballae kae vaada

Dukhi rahae hum pehle sae zyada
Pehlae sae zyada raonae laghae hum
Tere aaraam haone kae samaachaar sae (dukhi)
Thoo kaisae chaodkae jaogae criket maidhaan sae
Nahi rahae dhil hum sab kae samaadhaan sae

Barsao ballae ki baarish gaendh maarkae
Tharsao humarae dhil aur khaelkae
Aap humarae bade shehar - chaodkae jaa
Rahae hain humae badae fikar

vaqt kartaa jo vafaa aap hamae chaod jaate
maar ek aur century yaado ke sahaare hote
apani taqadir me pahale hi kuchh to kushi hai
aap bhaarat kae khelaon ke ek rishi hai...!
 - Dr. Balasandilyan

No comments:

Post a Comment